Sad Shayari Sms on Life

Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil todkar mujhe hi hasana chahta hai,
Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har shaks mujhe aajmana chahta hai…

Add Comment