Yaadein Shayari in Hindi

Dil ki khwahish ko naam kya dun,
pyar ka use paigam kya dun.
Is dil me dard nahi yaadein hai uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun?

Add Comment